Friday 6 September 2019

YouTube Account banake paisa kaise kamate hai full process

YouTube pe sabse pahle apna account creat kare YouTube account apke gmail account se chalta hai.
 YouTube me 1 option hota hai create channel ya create studio usme aap apne channel ka nam dale jo bhi nam apko apne channel ka rakhna hai fir aap apne YouTube channel pe profile photo lagaye cover photo lagaye taki apka channel accha show ho.
Fir aap apne channel pe kownsa video dale ye topic choose kare.
Fir aap video create edit kare aur video aisa banaye ki sab logo ke samaj me aa sake.
Fir apko YouTube pe uploading pe jana hai aur waha apka video dalna hai.
Jaise bhi apka video upload ho jaye to usi me thumbnail ka option hota hai.
Thumbnail matlab apke video pe jo photo show hongi use YouTube me thumbnail bolte hai.
Jaise hi apka video upload ho jaye to use publish kar dijiye.
Jaise hi apka video publish honga samaj lijiye apka video youtYou pe upload ho gya hai.
Ab YouTube policy ke hisab se apko 1000 subscriber banane hai subscriber matlab jo log apse judenge wo log apke subscriber honge jab apke 1000 subscriber aur video watch time 4000 hour hona jaruri hai.
Tab hi aap YouTube se earning kar sakte ho.
Aur jaise hi apki ye process ho jaye to apke videos monitizetion hona start ho jaynge.
Aur fir apke videos pe ads chalne start ho jaynge jisse Aapki earning hona start ho jayngi .
Aur apki earning store hongi AdSense account me .
Thank you 🙏

No comments:

Post a Comment