Sunday 8 September 2019

E commerce App site Bana ke Apna Business Kaise Start Kare

E commerce business ke laye hame sabse pahle khudka site aur App banana bohot jaruri hai.
Fir hame karna kya hai shops wale retailer holeseller isne tieup matlab unse jud jaye aur unke jo bhi products ho jaise watch ho shoes ho clothes ho all accessories ho unke photos pics hame acche camera se leni hai aur jinki pics hame online net se mil jaye to aur mehanat kam ho jati hai to hame karna kya hai ye sab photos category wise net hamari site Apps pe upload karni hai.
Ab jaise jo jo products hamare pas hai uski pics upload ho jaye to hame apna App publish karna hai.
Fir log hamare site pe App pe aynge sign up karenge and product buy karenge.
Jaise apka costumer apko order deta hai to use aap apna product apke seller se utha ke apne customer ko wo parcel kare ya parcel service se delivery kare.
Aur aap apne costumer ko acchi service de kuch alag naya de jisse apke costumer ko sahayata ho aur apki service log ko acchi lage taki apko log pasand kare
[9/8, 1:59 PM] nawaz ns: Jaise apke costumer ko aap pe bharosa ho jaye to wo continue apse jude rahenga.
Isiliye aap dhyan rakhe ki costumer apse satisfied ho raha hai ya nhi iska dhyan rakhe.
Aur khas dhyan de ki parcel jaldi se jaldi ap delivery kar sake.
Apko apne taraf se hamesha apne costumer ko best dena hai.
Aur khas dhyan rakhe.
Aur apni policy acchi acchi rakhe taki apke costumer ko easy lage and wo aap pe ankh band karke bharosa kar sake.
Aur khas dhyan de ki apne jo product upload kiye hai use time to time upload delete karte rahe.
Thank you
Aur update ke liye comment kare

No comments:

Post a Comment